Attitude Status in Urdu for Girls
Aj kal logon ko had mein rakhnay kay liye thora attitude dikhana bhi zaroori hai.
Apna dard chupa kar smile face kay sath jeenay mein larkiyan expert hoti hain.
Ham buray hi bhalay jab achay thay tab konsa medal mila.
Dunya mein kuch log achay bhi hotay hain jaisay keh ap mujhy hi dekhlo.
Achi ghar ki larki hon isiliye ye tik tok jaisay mujray nahi karti.
Shaadi to usi say karun gi jo datega bhi our ronay bhi nahi dega.
Attitude to bohut hai per bina baat ki dikhati nahi our zarorat parnay per moqa hath say gawati nahi.
Attitude rakhna hamari adat nahi ham shareef log hain sirf dushmani rakhtay hain.
Har baat kay jawaab mein muskurana hi behtar hai kyun ki ab har kisi ko thappar maar nahi saktay.
Aisa koi zindagi mein aye jis ki mammi mujh say kaam na karwaye.
Kuch log attitude mein to aisay rehta hai jesay us kay pass rehnay kay liye ghar na ho.
Aisay ankh phar kay mat dekh paglay bhabhi hon teri.
Larki aisi honi chahiye larki wesi honi chahiye aray yaar larki hai wo koi ice cream ka flavor nahi.
Tum mujhy A for attitude dikhao ge to mein tumhein B for bhao nahi dun gi.
Ham famous kiya honay lagay log to hamaray posts say lay kar account tak copy kanay lagay.
Bohut khusnaseeb hotay hain wo larkay jin kay phone mein mera number hota hai.
Lunchtime Results - UK49s Lunchtime Result Today 2021
Attitude Status in Urdu
Shair apna shikaar kartay hain our ham sirf attitude say waar kartay hain.
Tewar na dikhao to log ankh dikhanay lag jatay hain.
Kuch log achay lagtay hain bas shakal say.
Har cheez uthayi ja sakti hai per giri howi soch nahi.
Dil bara karo bari batein to sabhi kar letay hain.
Kuch log sab kuch sikh jatay hain bas tameez nahi sikh patay.
Izzat do izzat lo nawaab hogay tum apnay ghar mein.
Jo meray say jalay zara side say chalay.
Akar ki bhi auqaat hoti hai.
Bohut waqt kay baat aya hai ye waqt.
Aj kal har koi apna banta hai per sirf baton say.
Mohubat mohubat chahti hai meherbani nahi.
Ham to dushman ki shakal dekh kar us ki auqaat bata detay hain.
Nafrat meri itni bhi sasti nahi jo tum per zaya karun.
Ab ham bhi dushmani nibhayen ge magar pyaar say.
Izzat our ghamand mein dhagay jitna farak hota hai.
Hum un mein say nahi jo raastay badlein hum raastay banatay hain.
Khuwahishion ka qeedi hon mujhy haqeeqatein saza deti hain.
Jaisa do ge wesa hi pawo ge phir chahay izzat ho ya dokha.
Pasand hai mujhy un logon say haarna jo log meray haarnay ki wajha say pehli baar jeetay hain.
Andaaz kuch alag hai meray sochnay ka sab ko manzil ka shoq hai mujhy raastay ka.
Dekh pagli dikhani hai to dp dikha status to mera bachpan say hi high hai.
Sabar rakh teri qadar usay waqt bataye ga.
Apni chalti hai to dunya walon ki jalti hai.
Meri zindagi mein ghaltiyun ki maafi hai per bewafayi ki nahi.
Waqt anay do jawaab bhi den ge hisaab bhi len ge.
Jin ka milna qismat mein na ho un say muhubat kamaal ki hoti hai.
Ab nahi hain gilay thay bhi kabhi.
Jab kabhi aata hon darwazay say hi loot jata hon.
Meray habeeb meray muskurahaton pay na ja.
Raat kay paas andheray kay siwa kuch bhi nahi.
Ab dil hasratein nahi karta.
Lafzon kay kuch kankar phanko jheel say gehri khamoshi hai.
Kha gaye mujh ko rawaye us kay.
Waqt ki tarah tha kabhi mila hi nahi.
Zindagi itni dukhi nahi keh marnay ko dil chahay bas apnon nay itnay dukh diye ki jeenay ko dil nahi karta.
Teray ishq ka suroor tha jo khud ko barbaad kiya warna dunya meri bhi deewani thi.
Apni adat laga kar aksar log dur chalay jatay hain.
Kuch qismat buri hai kuch waqt bura hai.
Itna dard mout bhi nahi deta jitna dard tumhari khushi de rahi hai.
Meri firat mein nahi apna gham bayan karna agar teray wujud ka hissa hun to mehsus kar takleef meri.
Sachi muhubat bas hoti hai milti kabhi nahi.